असफलता का कारण
Kuch samy phle ki baat hai school ki chutti chal rahi thi kuch dosto ne soch ki kyo n milkar kahi ab ghum aaya jay kyoki pata nahi hum 10 th ke results ke baad ab kaha kha admission le en dinoo ko ek yadgaar din bnaaya jaye.
Sabhi dostoo ne milkar sarkas jane ka plan bnayaa jab wh laut rahe the toh unhone wha per ek hathi ko ek rase bandha hua paya yeh dek kar un bachchoo ko aaschry huaa .
Un bachchoo ne mhawat se jakar pucha ki hathi etna braa aur sktisali janwar hai phir bhi es ptli rassi se bandha huaa hai jab ki yeh es rassi ko torkar bhag skta hai.
Mahaawat ne kha jab yeh hathi chotta bachcha rahata hai usi smy se enki pairoo me rassi bandh di jati hai chuki ye chote hote hai lakh prayas karne ke baad bhi es rassi ko nahi tor paate aur unke dimaak me yeh baith jata hai ki wh es rassi ko nahi tor payege aur wh prayas karnaa chor dete hai.
Es kahani se bahut hi achchhi aur bari sikh milti hai ki hum suru suru toh kisi kaam ko krne ka pura pura prayas krte hai lekin jab hum ek ya do baar nakam ho jate hai toh hum us kaam ko krne ka prayas chor dete hai.
Ek do baar mili asphltaoo ke karn hum apne man de ye dharnaa bana lete hai ki hum ab sphal nahi ho skte aur puri jindgi apni hi bnaae dharnaa me jite hai
Yaad rkhiye asphaltaa jivan ka ek hisasa hai aur
Lagaatar prayas krne se hi saphalta milti hai esliye apne ander se nakamyaab hone ki dharna ko nikaal pheke aur lagaata kosis karte rehe sphlta aapke kadam chumegi.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें