hum yeha per kahaniya hindi me, Quotes hindi me, health ki jankari hindi me, jivani famous person ki hindi our bahut si jankari dene ki koshish karegye

Breaking

8/20/2019

High blood pressure treatment at home"

High blood pressure treatment at home

Causes Of sudden High Blood Pressure

high blood pressure treatment at home"

High blood pressure Apne sath kae tharah ki bimariya lata hai   Galat khan-paan, khane me adhik namak aur Adhik tanav ki vajah yh bimari 
hota hai.

Aaj ke samay me High blood pressure her kisi ko hone lagaa hai bachache ho ya budhe ya phir javan.


High blood pressure se hame bahut shi bimari hone ka khatra hota hai  Jaise blood pressure
badhane se dil ki bimari, 💓 attache ya phir kidney kharab hone ka khatra bana rahata hai.

Isliy High blood pressure ko control karne ke liye hum kuch aashan se gharelu uapay laye hai .

En upayo ka prayog  ker ke hum bina dawaey ke bhi apane High blood pressure ko control me rakh sakate hai.



High blood pressure ko control kaise kare


High blood pressure ke lakshan


Chakker aana
Kamajori lagana
Nind na aana
Shir ke pichhe garden me dard
Har samay gushashe me rahana
Dil ki dharken ka badhana
Jaldi thak jana
Nak se kun bahana
Shash lene me kathinae hona.

High blood pressure se bachav ke upay


High blood pressure ko control me rakhne kr liye Apne khane me hari shabaji or phal ka upyog kare.

Namak ka shevan kam karana


Apne khane me pratidin 1500 mg se kam nsmsk ka upyog kare aur kachache namak ka
Toh upyog bhulkaf bhi na kare.

Weight ko control me rakhna


High blood pressure wale ko Apne vajan ko control me rakhna chahiye. vajan control me rakhne ke liye niyamit rup se exercise kare.

Nariyal ka pani

high blood pressure treatment at home"


High blood pressure ko control me rakhne ke liye nariyal ka pani bahut phayademand hota hai. Roj 1 nariyal ka pani pine se hamara pressure control me rahata hai. Nariyal ka pani agar hum khali pet piye toh jyada labh hoga


Tulsi ki patti

high blood pressure treatment at home"

high blood pressure treatment at home"

Tulsi ki patti aur neem ki 2 patti lekar Iska pest banale aur shubha khali pet isse pani me gholakar  piye bahut phayada hoga


Bharpur Nind Le

Bharpur Nind Le

Nind puri na hone ke Karan satrass lavel badhata hai jishase ki Blood pressure badhata
hai. Is liye hume kam se kam 8 se 9 ghante ki nind leni chahiye.

kidney stone treatment click here

Aloe vera ke phayade

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें